Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri


AA GAYE AA GAYE MUSTAFA AA GAYE LYRICS




Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye x4

Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye, x2

Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye, Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.



Bazmein konain main, har taraf shoor hai x3

Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye, x2

Aaj duniya main Khair ul Wara aa gaye.

Bazmein konain main, har taraf shoor hai, Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye.



Aarsh walay mabark denay lagay x3

Farsh walo Habib e Khuda aa gaye, x2

Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.

Aarsh walay mabark denay lagay, Farsh walo Habib e Khuda aa gaye.



Kon deta hai denay ko mun chahiye, x3

Denay wala hai sacha hamara Nabi, x2

Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.

Kon deta hai denay ko mun chahiye, Denay wala hai sacha hamara Nabi.



Kiya khabar kitnay tarey khilay chup gaye, x3

Par na dubay na duba hamara Nabi, x2

Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.

Kiya khabar kitnay tarey khilay chup gaye, Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.



Har taraf hai Niazi samaan eid ka, x3

Mustafa aa gaye, Mustafa aa gaye, x2

Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.

Har taraf hai Niazi samaan eid ka, Mustafa aa gaye, Mujtaba aa gaye.



Aaj Duniya Main Khair-ul-Wara Aa Gaye, x2

Aa gaye, aa gaye, Mustafa aa gaye. x2



URDU NAAT INFORMATION:

Artist: Farhan Ali Qadri

Album: Amna Ka Lal Aya